Facebook Account Ko Block Hone Se Kaise Bacha Jaye

Aaj kal facebook Ka use jyadatar toh sabhi karte hai.
Shayad hi aisa koi hoga Jo net use karta ho aur facebook na karta ho.

Facebook Id Block Kyo Hoti Hai...?

Jab hum kuch galat kaam karte hai tabhi fb id block hoti h.

(1) Ek post ko bar bar share karna.
(2) Apni Profile picture theek se na set karna kuch log doosro ki profile picture download karke upload karte hai.
(3) fake id  create karna
(4) jyada logo ko request bhejna. Jise jante ho ya na jante ho tab bhi req bejna.
(5) jaldi jaldi post like karna.
(6) jyada logo ki post me comment karna

Aur bhi bohat se karan hai fb Id ke block hone me

Fb Id ko block hone se bachne me upay

Jo batein Maine uper likhi hai agar unko follow kiya jaye toh id block hone ke sabhi chances khatam ho jate hai.

(1) Profile picture me kisi doosre ki pic na lagaye.
(2) jinhe aap na jante ho unhe req na bheje
(3) ek hi post bar bar share na kare  isse id block hone ke chance jyada bad jate hai.

Ab  aap log samajh chuke hoge ki fb Id ko block hone se kese bacha jaye

apna internet data save karna chahte ho to facebook Ka lite version download karne ki liye click  karein
               DOWLOAD HERE FB LITE

Is version se aap 2G connection par bhi bohat achchi speed me facebook chala sakte ho

Previous
Next Post »
Thanks for your comment